Lord Ganesh is one of the most prominent deities in Hinduism. Ganesh has the unique distinction that his name is always invoked before any other God’s name in any prayer service.
Lord Ganesh received this distinction as a blessing from his parents, Lord Shiva and Goddess Parvati. Lord Ganesa is designated as the chief (-eesha) of all of Lord Shiva’s ganas (servers) – hence his name, Ganesh.
Song Details:
1 Gananam Twam (Aavahan) :- 00:01
2 Vakratunda Mahakaya-Aadipujyam Ganadhyaksham (Prarthana Teen Baar) :- 00:46
3 Om Omkara Rupam (Stuti) :- 22:36
4 Pranamya Shirasa Devam (Sankat Nashak Stotra) :- 45:16
5 Om Gan Ganpataye Namah Ganesh Maha Mantra (108 Times) :- 1:05:32
6 Atharvashirsha :- 1:21:58
7 Sukhkarta Dukhharta Aarti (Marathi) :- 1:31:05
8 Ghalin Lotangan :- 1:33:58
9 Mantra Pushpanjali :- 1:34:55
10 Ganesh Gayatri Mantra (108 Times) :- 1:37:1
SaareVed, PuranAurUpnishadonDwaraJinkiPrashansha Ki GayeeWahEkMaatr Devata Hai… Shree Ganesh! Ganpati ….ArthaatSaareGanonKeAdhipati. SrushtiKaChetan- AchetanMoolRoopHai Shree Ganesh !YehSaaraJagatOmkarmayHaiAur Shree Ganesh To PratyakshOmkarHai…. YaaneYahan Jo KuchhHaiWahKeval Ganesh Hi To Hai.ShrushtiKaAarambhUnhi Se SuruHotaHai, Ant BhiUnhi Se. Utpati – Sthiti – Aur Lay Shree Ganesh Hi Karate Hai. Shree Ganesh AtipraachinDevataHai.VaidikKaal Se Hi UnkiUpaasanaAajTakChalati Hi RahiHaiAurChalti Hi Rahegi.Kyon Ki Bhavishya – Bhoot – Vartaman Shree Ganesh Hi To Hai.Keval Bharat Mein NahiSaareJagat Mein Shree Ganeshji Ki MurtiPratisthapitThi, AisaItihasKahataHai.China, Egypt, Western Europe, America KhandAur Anya Deshon Mein Bhi Shree Ganeshji Ki AtipraachinPaarthivMurtiyonKaPaana,YahiSiddhKarataHai Ki, Shree Ganesh MaanaviSanskriti Ki AadhyaDevetaHai. Riddhi – Siddhi – Buddhi – SamruddhiYehChaaroHaath Mila KarWahiChalteHaiJahanGaneshji Ki Puja Ki JaatiHai.SabhiGunon Se Yukt Shree GaneshjiKaVarnan Karate KarateVed – PuranThak Gaye.Isliye Shree Ganeshiji Ki MahimaaKevalAnirvachniya Hi Hai.BhaktonKeSankatApne Pet Mein SamateHuye Shree GaneshjiLambodarHo Gaye.ApneKarya Mein Koi Vighna Na HoIsliyeHar Koi ChaahataHai Ki, ApnaJeevanSukhSamruddhi Se Bharaa Ho. YehSachHai To UthoPrathamVandana Shree Ganesh KoAur Tan Man Se Bolo…. Jai Shree Ganesh!