Satyanarayan (Lord Vishnu) Aarti: Om Jai Jagdish Hare (Aarti of Lord Vishnu)
It should be chant at the end of Satyanaryan Katha or every Pooja, By chanting this aarti everyday brings Peace, Prosperity & Happiness.
Album Name: Aartiyan
Singer: Anuradha Paudwal
Music Director: Arun Paudwal
Lyricist: Traditional
Music Label:T-Series
If You like the video don’t forget to share with others & also share your views.

To Subscribe:  .
Bhakti Sagar: .
To set popular Bhakti Dhun as your HelloTune, Airtel subscribers Dial 57878881 (toll free)
For Spiritual Voice Alerts, Airtel subscribers Dial 589991 (toll free)

Aarti Lyrics:

Om Jaye Jagdish Hare, Swami Jaye Jagdish Hare
Bhagt Jano Ke Sankat, Khshan Mein Door Kare …
Jo Dhaywe Phal Pave, Dukh Vinse Man Ka
Sukh Sampati Ghar Aave, Kasht Mite Tan Ka …

Maat-Pita Tum Mere, Sharan Gahun Kiskee
Tum Bin Aur Na Duja, Aas Karun Jiskee …

Tum Puran Parmatma, Tum Antaryami
Par-Brahm Parmeshwar, Tum Sabke Swami …

Tum Karuna Ke Saagar, Tum Palankarta
Main Moorakh Khal Kami, Mein Sewak Tum Swami,
Kripa Karo Bharta …

Tum Ho Ek Agochar, Sabke Pran Pati
Kis Vidhi Milun Dayamay, Tumko Main Kumti …

Deenbandhu Dukh Harta, Thakur Tum Mere, Swami Rakshak Tum Mere
Apne Hath Uthaao, Apni Sharan Lagao,
Dwar Para Tere …

Vishay Vikaar Mitaao, Paap Haro Deva
Shradha Bhakti Badhaao, Santan Ki Sewa …

Om Jaye Jagdish Hare, Swami Jaye Jagdish Hare
Bhagt Jano Ke Sankat, Khshan Mein Door Kare …